Sunday, May 31, 2015

Salman Ki New Movie Bajrangi Bhaijaan Ka Trailer Releas Kar Diya Gya Hai 2015

Bollywood Actor Salman Khan ki new film Bajrangi Bhaijaan ka trailer releas kar diya gya hai..
Dabang khan eik dafa phr action main nazar ae gya.Is film main Salman khan k sath Kareena Kapoor ny Salman Khan k sath kaam kiya hai.Is film ki stroy eik Pakistani bachi k gird gumti hai jo 
Indian ae huti hai or wo India main ry jati hai.us ko wapas pakistan ly janay ki zamawari Salman khan ki huti hai.Yeh Movie Eid-ul-fiter main awam k liye cinma ghar main releas ki jay gi..
Bajtangi Bhaijaan 2015

No comments:

Post a Comment